*RECENTLY UPLOADED MOVIES*

Showing posts with label Hindi Karaoke. Show all posts
Showing posts with label Hindi Karaoke. Show all posts

Chinta Ta Chita Chita Karaoke with Lyrics:

Hindi Karaokes

Lyrics Of The Song:

Duniya chale pichhadi
Toh main chalu agaadi
Sab khel jaanta hoo
Main hoon bada khiladi

Oh ho..

Duniya chale pichhadi
Toh main chalu agaadi
Sab khel jaanta hoo
Main hoon bada khiladi
Simdi me leke jaaun
Aur sab ko main sikhaun
Kya?

Chinta ta ta chitta chitta, Chinta ta taan – 3x

Duniya chale pichhadi
Toh main chalu agaadi
Sab khel jaanta hoo
Main hoon bada khiladi
Simdi me leke jaaun
Aur sab ko main sikhaun
Kya?

Chinta ta ta chitta chitta, Chinta ta taan – - 3x

Arey kya rang roop hai
Kya chaal dhaal hai
Arey kya rang roop hai
Kya chaal dhaal hai
Yeh lajawaab hai
Yeh bemisaal hai

Po po po pon pon
Hey po po pon pon
Hey pon pon
Hey Po po po pon pon

Arey naya naya saal hai
Naya naya maal hai
Mil jaaye koi chori
Kaali ho ya gori
Mil jaaye koi chori
Kaali ho ya gori
Chupke se chori chori
Bandhoon main dil ki dori

Simdi me leke jaaun
Aur sab ko main sikhaun
Kya?

Chinta ta ta chitta chitta, Chinta ta taan – - 3x

Aankhon mein rob hai
Pocket mein note hai
Arey aankhon mein rob hai
Pocket mein note hai
Natkhat mijaaz hai
Rangeela coat hai
Soorat masoom hai
Neeyat mein khot hai
Payjama tang hai
Dheela langot hai

Chinta ta ta chitta chitta, Chinta ta taan – - 3x

Aisa chalaoon chakkar
Seedha karoon character
Raste pe usko laaon
Usse aiaana dikhaoon

Simdi me leke jaaun
Aur sab ko main sikhaun
Kya?

Chinta ta ta chitta chitta, Chinta ta taan – 4x

Original Song:-)




Lyrics Of This Song :-
O O...
Aashiq Banaya - 3 Aapne - 2
tere Bin Suni Suni Hain Baahein
teri Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein
tere Bin Bin Asar Meri Aahein) - 2
tere Bin

Tere Bin Lamha Lamha Sataye
tere Bin Bekarari Jalaaye
tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye) - 2
tere Bin

Meri Nigaaho Mein Tera Chehra Rawaa Hain
gehre Hain Armaan Jaane Ja Paagal Samaa Hain ) - 2
apni Daayre Se Toh Main Chutne Lagi Hu
tere Baajuo Mein Aake Tootne Lagi Hu ) -2
tere Bin Jeena Nahi Hain Gawara
tere Bin Dil Ka Nahi Hain Gujara
tere Bin Kaun Apna Sahaara
aashiq Banaya - 3 Aapne ) - 2

Bechainiyo Ka Faaslo Ka Silsila Hain
dardejigar Ka Yeh Sabab Hamko Mila Hain ) - 2
betaabiyo Ne Hamko Chur Kar Diya Hain
pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hain ) - 2
tere Bin Raat Kat Ti Nahi Hain
tere Bin Pyas Mit Ti Nahi Hain
tere Bin Duri Ghat Ti Nahi Hain
aashiq Banaya - 3 Aapne ) - 2 ...!

Watch Indian IDol

Recently Updated Movies

Hindi Movies (Newly Added)

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Facebook Share