Lyrics Of This Song :-
O O...Aashiq Banaya - 3 Aapne - 2
tere Bin Suni Suni Hain Baahein
teri Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein
tere Bin Bin Asar Meri Aahein) - 2
tere Bin
Tere Bin Lamha Lamha Sataye
tere Bin Bekarari Jalaaye
tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye) - 2
tere Bin
Meri Nigaaho Mein Tera Chehra Rawaa Hain
gehre Hain Armaan Jaane Ja Paagal Samaa Hain ) - 2
apni Daayre Se Toh Main Chutne Lagi Hu
tere Baajuo Mein Aake Tootne Lagi Hu ) -2
tere Bin Jeena Nahi Hain Gawara
tere Bin Dil Ka Nahi Hain Gujara
tere Bin Kaun Apna Sahaara
aashiq Banaya - 3 Aapne ) - 2
Bechainiyo Ka Faaslo Ka Silsila Hain
dardejigar Ka Yeh Sabab Hamko Mila Hain ) - 2
betaabiyo Ne Hamko Chur Kar Diya Hain
pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hain ) - 2
tere Bin Raat Kat Ti Nahi Hain
tere Bin Pyas Mit Ti Nahi Hain
tere Bin Duri Ghat Ti Nahi Hain
aashiq Banaya - 3 Aapne ) - 2 ...!
0 comments